|
|
|
|
|
Meri aankho Main basa hai ek haseen laMha,
Jise dekh k roti hai woh raat bhar..... Mere Dilkash Muskarahat,
Mere pursakon nend,
Mera sukh chaen,
Sub kuch cheen lia tuM ny,
Yeh chezain lota tu nahe sakty,
Sirf etna bata do Mera kasor kia tha,
Jo tuM ny Mujhy is qadar wyran kar dia.... Dhal gya aftab a
saqi Laa pila de sharab a saqi Ya surahi laga
Mere Mou'n se Ya ulta de naqab a saqi
Maikada chor kar kahan jaon Hai zaMana khrab a
saqi JaM bhar de gunnah garon ko Ye b hai ik
swab a saqi
Aaj pene de aur pene de Kal karenge hisab a saqi.......... Uski berukhi ne Cheen li hain
sharartain Meri ,
aur Log saMajhte hain Me sulajh gaya hun... Aj un se
Milny ko dil chahta hai,
Paas beth ker baat krny ko dil chahta hai,
Itna haseen tha us ka Manane ka andaz,
Aaj phir rooth jaane ko dil chahta hai..
Mainwali agar pyara na hota,
DreaM land park ka nazarah na hota, Phatak per Raabi palaza na hota,
MusliM bazaar ka
sahara na hota, Her roz MosaM karara na hota, Jahaaz chok ka fawara na hota, Fashion ne agar larkiyon ko bigara na hota, To
MAINWALI ka koi larka AWARA na hota.....!!!
¤Jevay MianWaLi¤ =¤= Udääsiyön Sé Wäbästä Häi Ye Zindgi Meri "F=ä=r=ä=z"
*
*
=¤= Khudä Gäwäh Hai K Phir Bhi Tujhey Yaäd kärtey Häin. . . . . . Woh Shakhs Acha Lga To
Saaf Keh Diya ussy Faraz,
. DiL Ki Baat Thi Munaafiqat Na Ho Saki HuM Se. . Mere Ashkon ko Palkon pr
Mchalna B nahi Aata
Izhar-e-zabt se Mujko niklna B nahi aata
Gaye ho aisi Rahon Me akaila chor kr
Mujko
K jin pr theek se Mujko chalna bi nai aata . NASHA Zaruri Hai ZINDGI K Liye,
Sirf SHARAB Hi kafi Nahi BEKHUDI K Liye,
Kisi Ki Mast NIGAHON Me DOOB Ja Faraz
Bara HASEEN SaMunder Hai KHUDKUSHI K Liye....
Main Doob k ubhra to bus itna hi dekha
Afsos... Auron ki tarha Tu bhi kinarey pe khara tha............. Uss Ko B
HuM
Se Waisi hi Mohabbat ho Zaruri to Nahi,
Ek si Dono ki Halat ho Zaruri to Nahi,
Dil ki Chahat to Khuwab Jaga daite hain,
Haan
Magr Sath Me KisMat b ho Zaruri to nahi,
Meri Tanhayan karti hain Jinnhe Yaad,
Sada Un ko b Meri Zarurat ho zarurì to Nahi,
Muskrane Se b hota hai bayan ghaM-e-dil,
Aankh Se aansoo tapke... Zaruri to nahi,
Neend to Dard ke Bistar pe bhi aa'a
sakti hai,
Unki Aaghosh Me Sar ho yeh zaruri to nahi.....
Na dekh asMan ko itni hasrat sey
Wo sitara toot gaya jis ki tujhe talash thi...!! " Dil Ki Veran Basti Aksar
HuM
Sy Pocha Krti Hai "
" Woh Log Kahan Gae Jo Dil Main Basny Aye Thy, Wo Mily gi to us ki ankhoon se pochyn gain KIS ko abad kia hai
Mujy brbad kr k..???
Teri " DOSTI " Ne Bahut Kuch Sikha Diya, Meri KhaMosh "DUNIYA" Ko Jaise Hansa Diya, Qarzdar Hoon us "KHUDA " Ka,
Jisne Aap Jaise "DOST"Se Mila Diya; Dost por khlos hota ha fraib nahi hota, dost dil
Me rehta ha her pal nazar k qareeb nahi hota,
aMeeri garibi tu Muqadar ka khail ha lekin, dunia ka koi dost bhi dil ka garib nahi hota.
Soch k tujko ye yakin hota hai
Dunya Me itna b koi haseen hota hai
Tuje chahne se dil isliye drta hai
HMne
suna hai bewafa aksr haseen hota hai.
Door Ho Kar Bhi Mere "Kareeb" Ho,
Mere Dil Se Poocho Kitne "Aziz" Ho,
Apni "Hatheli" Ko Kabhi Ghor
Se Dekho,
Shayad Kisi "Lakeer" Men Mera Bhi "Naseeb" Ho. Un Ki Tawajjo Ka Taqaaza Hi GhaLat Hai Warna...!
DiL Ki QeeMat To Faqt Ik Nazar Hua Karti Hai...! Ajab takazey hein chahton k, Bari kathin ye
Musafatein hein,
Mein jis ki raahon Mein bich gaya hun, usi ko Mujh
se shikayatein hein,
Shikayatein sab baja hein leykin,
Mein kesay us ko yakin dilaon,
Jo Mujh ko jan
se aziz ter hai, Usay bhulaon to Mar na jaon
Mein is khaMoshi k iMtehan Mein,
Kai kahaun. TuMhara ashk barsana Mujhy achha nhi lgta
TuMhara youn bikhar jana
Mujhy achha nhi lgta
TuMhara huMsafar hona Mujhy achha to lgta hy
TuMhara thak k ruk jana
Mujhy achha nhi lgta
TuMhary piyar Mein larna
Mujhy achha to lgta hy
Mgar khaMosh hojana Mujhy achha nhi lgta... Meri chahat Mein kuch kaMi na thi "FARAZ",
Jane kyon tu begana ho gaya,
Tujhe lagta hy Main khush hun,
Mujhe hansay tu zaMana ho gaya... Ay
Mohabat tere anjaM pe rona aya.. Jane Q aj tere
naM pe rona aya.
Yun to har shaM uMedon Mein guzr jati thi, Aaj kuch baat hai jo
shaM pe rona aya. Kabhi taqdir ka
MaataM Kabhi duniya ka
gila. Manzil-e-ishq Mein har kaaM pe rona aya. Jab hua zikr zaMane Mein
Mohabat ka Mujko apne dil-e-nakaaM pe rona aya..
Wo Mily ga to us ki ankhoon se pochyn gain
KIS ko abad kia hai Mujy brbad kr k..? Ishq K
Sahare Jia Nahe Kerty,
GhuM K Pialon Ko Pia Ni Kerty,
Kuch NAAWAAB Dost Hein HaMarey,
JinKo
SMS Na Karo To Wo B SMS Kia Nhi krte...
PYAR"1"SHIKWA" ha
DOSTI"1"JAZBA" hai.
PYAR Me har baar"DHOKA"hai.
DOSTI
Me baar baar"MOQA"hai.
PYAR"dewanon ka kaaM hai.
DOSTI"Dilwalon ka"NAAM"hai. Merey begheir nahi hogi teri
shnakht kabi puri "FARAZ"
Teri zindagi k saath Merey hawaly bohat hain...**!! ,,,,HaM ne suna tha k ...DOST... Wafa karte hain faraz,,,,
,,,,jab haM ne kiya BHAROSA... to rewayat hi badal gayi,,,, Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liy aa Aa phir
se Mujhe chod jane k liy aa
Kuch to Mere pindar e Mhbt ka bhrM rkh Tu b to kabi Mjh ko Mnane k liy aa Pehle
se MrasiM na sahi phir b kabi to RasM e dunia hi nibhane k liy aa.
Kis kis ko btain ge judai ka sbb hM Tu Mjh se khfa hy to zMane k liy aa Ik uMr
se hun lazat e gariya se b MehruM Ai raht e jan
Mujh ko rulane k liy aa
Ab tk dil e khush fehM ko tjh se hen uMeeden Ye aakhri shaMain b bujane k liy aa Aaj kisi ne poch lia, tuMharay baray
Me Mujh se...
kya rishta hai us se tera? To Main ne keh dia! Wo rishta jo nazar ka kitab
se hai Wo rishta jo khushbo ka gulaab se hai, Wo rishta jo nadi ka kanwal
se hai
Wo rishta jo sher ka ghazal se hai Wo rishta jo saMander ka sahil se hai Wo rishta jo haya ka aanchal
se hai
Wo rishta jo saans ka dharkan se hai Wo rishta jo roh ka badan se hai Wo rishta jo rangon ka dhanak
se hai Han whi rishta Mera apny sajan se hai
Nzar ki pyas bjhane ka hosla na hua, Mle to Lb b hlane ka hosla na hua, Pukarti hi rahi door tk use nzren,
Mgr Zuban se bulane ka hosla na hua, Us k
jabr-o-sitM
hans k seh liye Dil pr, Us k Dilko dkhane ka hosla na hua,
Lute kuch aese Mohabt Me hM k phr ab tk, Ksi ko Dil Me bsane ka hosla na hua. Kya
Mila Mohabat se Khwab ki Musafat se Wasl ki tMazt
se
Roz-o-shab riyazt se
Aik hijer ka sehra Aik shaM yadon ki Aik thka howa aanso
Ye
Mila Mohabat se
Sach tu yeh hai jo Mujhe jhoot ki adat hoti, Mujhko usse na usay
Mujhse shikayat hoti...
Apne Maazi k fasane ko sunata usay,
kaise zinda hoon ab tak usay hairat hoti...
Kuch nahi kehta tu kehte hain
Mahgroor hoön Mein, or kuch kehta hoon tu kuch aur
shikayat hoti...
Khud parasti jo na insan ki fitrat hoti, sari dunya Mein Muhabbat hi
Muhabbat hoti...
Usne acha kya Mujhko na diya wafa ka badla,
woh bi Mujhse Muhabbat karta tu tijarat hoti... Aakash ki chilMan se sada Q nahi aati,
Ik
habs ka aalaM hy,hawa Q nahi aati,
Sab ahl-e-janon bazM se kehty hoay niklay,
Tere sheher k logon ko wafa Q ni ati? Bhoole Hain Woh Kuch
Is Tarha HuMain.
Ab Intezar Karna Naseeb Ho gaya.
Na Janay Kon
si Khata Ho gai HuM se.
Ya Koi Or Un k qareeb Ho gaya. Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liy aa Aa phir
se Mujhe chod jane k liy aa
Kuch to Mere pindar e Mhbt ka bhrM rkh Tu b to kabi Mjh ko Mnane k liy aa Pehle
se MrasiM na sahi phir b kabi to
RasM e dunia hi nibhane k liy aa. Kis kis ko
btain ge judai ka sbb hM Tu Mjh se khfa hy to zMane k liy aa
Ik uMr se hun lazat e gariya se b MehruM Ai raht e jan Mujh ko rulane k liy aa Ab tk dil e khush
fehM ko tjh
se hen uMeeden
Ye aakhri shaMain b bujane k liy aa Acha lagta hai uske yaad Mai jalty rehna,
Yaad_E_Ishq Mai gir gir k saMbalty rehna,
Yaad krna usy aalaM_e_tanhai Mai
Or
Mehfil Mai usy dor se takty rehna¤
Na sMj ska uska koi B Bahana,
Kbi Plkon pe bithana kbi Nzron se Girana,
Saqi tere Maikhane ka Dstor ha kesa,
Pehle G bhr k Pilana Phr Qtre Qtre pe Trsana..! Mehfil saji thi
jaaM ka tha dor,
JaaM Mein kya tha ye kisi ny kiya na ghour,
JaaM Mein "lahu" tha Mery arManon ka, SAQi. Or sb keh rahy thy, AiK Aur+AiK Aur~. Tanha Rehna
Seekh Raha Hon
Mar K Jeena Seekh Raha Hon
Maang K Pana Seekh Liya Hai
Pa K Khona
Seekh Raha Hon
Sabar Ko Apni Raah Bana Kar
Kanch Pe Chalna Seekh Raha Hon
Phirte Phirte Sehra Sehra
Piyas Ko Peena Seekh Raha Hon
Jeene K Hain Ajeeb Taqaze
Zinda Rehna Seekh Raha Hon... Pyar surat se nahi' Dil
se hota hai*'
Yaqeen insaan par nahi' Us k eMaan par hota hai*'
DOST jaisa bhi ho' Pyar Dost
se nahi*'
Us k aitbaar se hota ha.
Apny hathon Main jo kashkol utha rakhtay hain
Aisay darwaish kaha apni anna rakhtay hain
Hosla kabil_e_tareef hai un ka logo
Andhyon Main jo chiraghon ko jala rahktay hain
Aisy afraad ko
saMjhna Mushkil hai "sahir"
"jo sitaM ghar se bhi uMeed_e_wafa rakhtay hain... Yeh Zindage hai yah koe Tofan hai,
Mein tu is jeny k hathon Mar chale....
Kisi hasrat kisi uMeed ko koi naaM dia jaae
Chalo aaj khaMosh reh ker Tera
naaM liya jaae
-Wo aur hongay jo badnaM ker gaae HuMein
Ab is khof say na HuM say Tera naaM liya jaae
-ShaaM ke yeh haseen laMhay to daikhe bohat hein
Kyon na aaj
subah ke rangon ko Tere naaM kiya jaye.
Galti hoi k use jaan se bi ziada chahny lage !*^""YARO""^*!
Kia pata tha
Meri itni wafa use bewafa kar de gi....
Ek hai asMan ka tara ,
Ek hai sagar ka kinara,
Bewafa hai zaMana sara,
Nasib hai achha haMara,
JO
Mila DOST aap jaisa Pyara.
" YEH BARISHIEN "
Yeh barshien bhi tuM si hain,
Jo baras gai to bahar hain, Jo theher gai to qarar hain,
Kbi aa gai yunhi besabab, Kbi chaa gai yunhi roz-o-shab,
Kabhi shor hain, kabhi chup
si hain, Yeh barshien bhi tuM si hain,
Kisi yaad Main kisi raat ko, ik dabi howi si rakh ko,
Kabhi youn howa k bujha diya, Kbi khud
se khud ko jala dya,
Kahin bond bond Main guM si hain, Yeh barshien bhi tuM si hain...! Rahe Ga Ye Gila Ro Ro K Taqdeer
Se HaMesha . . .
K Jis Ko UMar Bhar Chaha Usi Ko UMar Bhar Tarsy!!! Kis Kis Se Kiye Hein Waade
TuM Ne Muhabat Nibhane K, "Faraz"
Yahan Har Roz Ek Naya Shakhs Tere Ghar Ka Pata Poochta Hai... "Us ki Bewafai Par B Fida Hoti Hai Jaan Apni Faraz..."
"KHUDA Janay Agar Us Main Wafa Hoti To Kiya Hota... Bik raha tha waqt k bazar
Mai Meri ghurbat ka lahu,
Mur k dekha to Mera dost hi khareedar nikla. "Ye wafa bhi kya khata hae,
Mujhey sochna parey ga.
Unhen Mujh se kyo gila hae, Mujhey sochna parey ga.
Wo Milen to Muztarib hae, na
Milen to Muztarib hae.
Mere dil ko kya hoa hae, Mujhey sochna parey ga. Usy kehna k
sansen ab b us k hi naaM se chalti hain
Dil ab b usk hi naaM se dharkta hai
Aankhen ab b uski Muntazir hain
Sawan ka badal ab b barsta hai
Magar!
Usy khna
Ab barish pyas bujhati nhi
Ab neend rat bhr ati nhi
Ab hawa gungunati nhi
Magar!
Intazar tab b tha, Intazar ab b hai. Tu har pal is dil k pas hy,
kya tujhy
is baat ka ehsaas hy,
Agr nhi tu ek bar iss dil k pas a kr dekh ly,
ye dil tere bina kitna udaas hy... "Sochta Hon Kabhi Tere Dil Mein Utar Kar Daikh Lon Faraz , ,
Kon Bäsä Hai Tere Dil
Me Jo Mujhe Bäsne Nähi Detä:.
Kuch Tou He Mere Dard Ka MafhooM SaMajh Ley FARAZ . . .
Hanstay Hoa Chehra Tou ZaMaane K Liye Hai . . .
Bhuhat taghayur Dekha hy bicharny k bad Ehsan!
Log,Majburi ka Mazaq Shaiyri
se urraty hain. Aaj Saawan Meri Aankhon Mein utr aya hai...Faraz..!
Aaj lagta hai barhay zor ki Barish hogi... Us ki ankhon Mein koi dukh basa hai
shayad.
Ya yeh Mujhe wehaM hua hai shayad.
Mein ne poocha k bhool gae ho tuM b Mujhe?
Ponch k ansu us ne kaha...shayad..!
Mohabat k takazon se khuda bhi na bach ska... ...FARAZ...
Ek Mehbub k khatir dunya bana dali... Logon Ny Ussy Meri Muhabt SMajh Lia hy Faraz, "Wo
Mujhy Jaan Sy Piyara hai Or Bas....!!! Chua Na
Us Ne Mujhe Bas Dekhta Raha,
Meri Zindagi Se Wo is Tarha Khailta Raha, Na Utra kabhi
Meri Zindgi ki jheel Mein, Bas Kinare P Betha Pathar Phenkta Raha.
Ye Roshni kis ki hai or najaM e sahr kis ka hai, ye chandni kis ki hai ye chand nagar kis ka hai, dil to
Mera hai Mager daikh k ye sochta hon itna ujra hua veeran
sa ghar kis ka hai,
uska dil huM to nhi jeet sake Arshad... Daikhna ye hai k us dil pe aser kis ka hai. UNKI Gali
Me NASEEB Se Jana NASEEB Ho
Phir LOT K Waha Se Na ANA NASEEB Ho
Aisa DAR-e-RASOOL Pe SAJDA Ho AKHRI
K
MUJH Ko APNA Sar Na UTHANA NASEEB Ho (AMeen)
Mery Mehbob khataM ho gi wafa Mery baad,, kon tery liye roye ga bata
Mery baad,, yeh zaMana to kisi naaz k qayal he nhi,,,
kon jhelay ga tery jor-o-jafa Mery baad,,, Gul na hongay to baharon ki qadar kiya ho gi,,,
Maand par jaye gi teri hr ik adaa Mery baad,,,
yaad aye ga tujhy bhi kisi aisy ka wajood,,,,, tu kisay dy ga Muhabat ki saza
Mery baad......? Uljhey to talkhiun ki bi hadd
se guzar gaey
Tøoty to kirchiun ki bi hadd se guzar gaey
Nafrat hui kisi se to be_intaha hoi
Chaha to chahton ki bi hadd
se guzar gaey
HuM ne Khuda se kuch bi na Maanga Magar usey
Manga to siskiun ki bi hadd
se guzar gaey... Zoq-e-janun ko had se guzr jany do
Wo sMaitny aya ga hM ko bikhar jany do Abi dastrs Ma ha to ehsas ni usko Ro ro k pukary ga hMy zra bichar jany do. . .
Uss ne Honton se chu kar, Pani ko gulabi kar diya...,
HaMari baat to or thi yaro,
Uss ne
Machliyoun ko b shäräbi kär diyä~::
Kuch Rahain Anjan thi, Kuch Rasty Wiran thy, Un Rasto Pr Qabristan thy,
sab Qabron Per Aik Hi Byan thy,
yaro Zra Dekh k Chalo HUM B Käbi Zindä INSÄN thy~.....
Madhosh ho gaya hon kisi k Shabab Se, Kuch KaM nahi hy Us ki jawani
sharab Se, Un Per Parri Thi pehli zaManay ki Jab Nazar,
Hairan Ho gaya wo Meray intikhab Se, Ik din jo Gulistan Se un ka guzar hua,
SharMa gaya gulab bi Mray Gulab Se, Aye Chand Teri Roshni hy Qion bujhi bujhi,
Kia Tu bi jal gaya hy Mray Mah_taab se Piyas aisi ke pee jaoon ankhein teri,
Naseeb aisa ke
Mayassar zehar bi nahi,
Bey laos wafaein koi huM se seekhey,
K Jisey toot ke chaha usey khabar bi nai... Krti Hai
Swalaat Musalsal Teri Nigah
Ye Tarz-e-TakaluM Mujhe Acha Nhi Lgta
Kehte Hain Mujhe Dekh K Aksar
Mere Ehbaab
Ye Shakhs Akela Hai Per Tanha Nhi Lgta!
Piyas aisi ke pee jaoon ankhein teri,
Naseeb aisa ke
Mayassar zehar bi nahi,
Bey laos wafaein koi
huM
se seekhey,
K Jisey toot ke chaha usey khabar bi nai... " MOHABAT KO SAMJH JAO"
Milan ki AARZO krna, Safar ki justju krna,
Jo tuM Mayoos ho jao, Tu Mujh sy Guftugo krna, Ye aksr ho bhi jata hy, K koi kho bhi jata hy,
Muqaddar ko satao gy,
Tu phir ye SO bhi jata hy, Agr tuM hosla rakho, Wafa ka silsila rakho, Jo
tuM
sy PIYAR kr baithy, Tu us sy rabta rakho,
Main ye DAAWAY sy kehta hoon, Kabhi nakaaM na ho gy,
Mohabt ko saMjh jao, Kabhi badnaaM na ho gy!! ...GhaM-e-Jana
GhaM-e-Duniya
se Juda Rkhte they,
HuM Mohabat k Fasano pe Hansa karte they,
Khud-Sari itni k khud ko sMajhte thy
sub kuch,
Be-Hisi aisi k diL Tor dia karte thay,
HuM jo Rukte thay to Ruk jate thay Manzar sare,
HuM jo chalte thay to
MousaM bhi chaLa karte thay,
Jab se baat ki hai tujh se thaaM k dil baithae hain,
Ban gaey MoM kbhi ShoaLa huwa karte thay...!!!
Main Uss kay Naseeb Ki Barish Nahi Jo Uss Pey
Baras Jaon,
. . UssayTaqdeer Badalni Hogi "Mujhey" Panay Kay Liyea. Ye bhi acha hua k use paa na
saky "FARAZ",,,,....!
HMara ho k agr bichrta to "QayaMat" h0ti..... .:Us ne pukara to Larz gayi Meray dil ki zaMeen:."
".:Peechhay Murr k deikha to wo Mukhaatib kisi aur se tha:. Yaqin pe yaqin dilate hain dost
rah chalte ko bewaqoof banate hain dost
Gold leaf bol k gold flak pilate hn dost
par kuch b kaho saale boht yad aate hn dost
Raat sunti rahi Mein sunata raha, Dard ki daastaan Mein batata raha, Log,logoon
se chahat nibhatay rahay,
Ik wo tha,Mera dil jalata raha, Dhoop chaoon si uski tabiyat rahi, Wo nigahein
Milata churata raha,
Ik Mein hi piyasa Mara dosto, Log peetay rahay Mein pilata raha, Dil k MehMan khanay
Mein ronaq rahi,
Koi aata raha koi jata raha, HuM-Maktab ne sara sabak parh lia, Mein ik
naaM likhta aur Mitata raha
TaManao ki dil Main fiza hoti hai,
Hasrat labon pe aye to dua hoti hai,
Chalo usy dil hi dil
Main chahen,
Suna hai dil ko dil se rah hoti hai.. _Woh Aksar Deta Hai Muje Parindon Ki
Misal Fraz
*_Saaf Nhi Kehta K Mera Shehar Chor Jao...... Unhen nafrat thi huM se to izhar kyun kiya. Dena tha zeher to pyar kyun kiya.
De kar zeher kehte hain peena hoga. Aur jab pee gaye to kehte hain ab jeena ho ga.
TuM Talauq Tornay Ka Kahin Zikar Na Karna "Faraz"
Men Logon Say Keh Don Ga Usay Fursat Nahi Milti. --POEM-- Zindagi bari
udaas hy Mujhe lagi pyaas hy Mujhe duniya
se na koi aas
hy ALLAH kre uska Mobile chori hojae Jo yeh soache k Meri poeM bakvas hy;-)
Meri zindgi,Mere Jan-e-Jan...!! Muje lay chalo kbhi
us jahan,, Jahan tu hi Mera Naseeb ho,, Jahan Dil se tu hi Kareeb ho,, Jahan
ghuM koi na aa sakay,, Jahan
Nafratein na sata sakain,, Jahan qurb ho, Jahan ho Khushi,, Jahan chahti ho
haMein Zindgi,, Jahan Dil Mera na Udaas ho,, Jahan har Gharhi teri Äas ho,,
Meri
Zindgi, Mere Jan-e-Jan,,,
Muje lay chalo kbhi us Jahan.
Jab bhi poocha Mere luttne ka sabab duniya ne Faraz,,
Mujhko reh reh kar Mera
JurM-e-wafa yaad aya...
Dil k rishton ki nzakat ko wo kya janay Faraz..........!!
NarM lafzon se bhi lag jati han chotein aksar..........!!
.:Wo Mujh se poochta hai k terey khwabon Main kon aata hai.
'' FARAÄZ":.
.:Usey kaisey bataon k raat ki tanhai
Mujhey soney hi nahi deti:.
Be-Aitbar Shakhs Tha So War kar Gya
Lakin Meray Shaour ko Bedaar kar Gya
Kuch Maine ishte'aal Main Shikway GiLy kiye
Kuch Wo Shikayatain
Sar-e-Bazar kr Gya
PehLay Wo Meri Zat ki TaMeer Me Raha
Phir Mjko Apny Hath Sy MisMar kr Gya
Wo Aa MiLa To FasLay kat'ty ChaLy Gaey
Bichrha To Rasty Mery Dushwar kr Gya
^"Koi "DOOR" hai to koi "PAAS"
hai"^
^"Ye "WAQT" waqt ki "BAAT"
hai"^
^"HuM "DOOR" hain to "KIA"
howa"^
^"Moble "PHONE" to huM "DONO" ke pas hai.:-
Mujh Se Waqif To Mery JisM Ka Saaya Bi Na Tha.
Kaisy Ho Jata unka, Mai Khud Apna Bhe Na Tha,
Jitna Mayoos Hai Wo Shakhs Bichar Kar Mujh Se.
Itni Shidat Se To MaiNe Usy Chaha B Na Tha,
Jaisy IlzaaM Lgaye Hain Mery Sar Us Ne.
Aisi Nazron Se To Mai Ne Usy Dekha B Na Tha.
Sath chalny waly jab
Sath chor jaty
hain
Waqt thuM nahi jata
Koi Mar nahi jata
Koi Mar b jay to
Zindgi nhi rukti
Raston ko chalna hai
Rasty to chalte hen
Yar dost Milte hen
ZakhM aise silte hen
Gard gard laMhon Men
UMr kut hi jati he
Kuch Musafiron ko bus
Manzilain nhi Milti...!
.:Unhon ne Mujh se kaha tha kisi se lau na lagaa:.
.:Ujarr k soch raha hoon wo log sachay thay:.
Shikwa-e-ishq Nhi, Jurat-e-Guftaar Nhi
Meray Hathon Main Jaber Ki Talwaar Nhi.
Ibn-e-AdaM Hon, insaan Say Mohabbat Ki Hay
Aag Ka, Chand Ka, Pather Ka Paristaar Nhi.
Aay KHUDA Mujh ko Meri ibaadAt K Ewaz Meri Mohabbat Day
Main Teri Kisi B Jannat Ka Khreedar Nhi.
Jis Nay insaan Say Mohabbat Hee Na Ki Ho "Niazi"
Dar Haqiqat Wo KHUDA Ka B TaLabGaar Nhi.
Tabeeb Milday DAWA nai Mildi,
DAWA Milay tay SHIFAA nai Mildi,
Main sari duniya vich lab ky aya,
HASEEN tay Milday WAFA nai Mildi............................
Yadon Me Tri Yad thi,
Kya Yad Tha Kuch Yad Nhi,
Tri Yad Me Sb Bhool Gay,
Kya Bhool Gay Kuch Yad Nhi,
Bus Yad Ho TM,
Sirf Yad Ho TM,
Q Yad Ho TM,
Kuch Yad Nhi.
Tanha dil
Kabhi socha hi nahi apni Zaat k Mutalliq...!!
Kaash soch laitay to aaj huM tanha na hotay...!!
Jal chuky khwab to phr aag bujhane aye,
Ik naye dhang sy wo chot lgany aye,
MooM k pul sy guzar kr Mujy jana tha .....
Or wo soraj ban k Meri dhlez par aye.
Pyar surat se nahi'
Dil se hota hai*'
Yaqeen insaan par nahi'
Us k eMaan par hota hai*'
DOST jaisa bhi ho'
Pyar Dost se nahi*'
Us k aitbaar se hota ha...
Rooth janay ki ada huM ko b ati hai FARAZ
Kaash hota koi huM ko bhi Mananay wala.
Haseen yadoon k kuch MosaM usey arsaal karney hain "FARAZ"
suna hai raat ko "tanhai"
usey soney nahi deti.!...
Kanch ki tarha ke diL hoty hain huM ghareebon ke,
"HaMMzah"
Kabi toot jaty hain to kabi tor dye jaty hain.....
Zoq-e-janun ko had se guzr jany do
Wo sMaitny aya ga hM ko bikhar jany do
Abi dastrs Ma ha to ehsas ni usko
Ro ro k pukary ga hMy zra bichar jany do. . .
Dost ki yad hr waqt staye gi..
Dukh k waqt dosti yad aye gi..
Us din jano gy dost ki qadar..
Js din dost se zindgi rooth jy gi.
JÄÑÅzÄ Mera rok kar wo Iss andaz se bolay....."Faraz".......
HüM ne basti ka kaha tha tuM to duniya CHÖR gaye.
Draaz Plken Visaal Ankhen
Musawari ka KaMal Ankhen
Shrab RAB Ne HraM Kr Di
Mgr Q Rkhi Halal Ankhen
Hzaron In Se Qtal Honge
KHUDA k Banday!
SMbhal Ankhen!
Dil ko lakh"SAMJHAYA"
Mn ne
Unko yaad karna chhor de,
Dil ne "KAHA"
woh teri her "SAANS" Main basa hai,
Ho sakay Tu saans lana chor day.
Kch log zndgi ko DAGHA dete hn,
Zndgi ktni anMol hai BHULA dete hn,
Zndgi guzarni hai to gulabo se sikho,
Jo khud tut kr b 2 dilo ko MILA dete hen.
*=* MERI PAGAL C MOHABAT tuMhein yaad aey gi *=* Jab chand sitarey chaMak rahey hon gay *=* Jab yaadon K phool
Mehik rahey hon gay *=* Jab neend ko nain taras rahey hon gay *=* Jab ankahon
say ansoo baras rahey hon gay
*=* MERI PAGAL C MOHABAT tuMhian yaad aey gi *=* Jab tanhai say dil ghabraey ga *=* Jab tuMein akela pan
sataey ga
*=* Jab koi khaab hi nahi aey ga *=* Jab phool kitaab Mein he reh jain gay *=*
MERI PAGAL C MOHABAT tuMhein yaad aey gi* Mohabat
Main Maine Kya Kuch Nah Luta Diya... <..... JAÑI.....>
Unko Pasand Thi Roshni Or
HuM Ne Khud Ko Jala Diya...
Meri dharkano ki kitab Mein Meri chahton k hisab
Mein Wo jo roshan sa tha hMsafr Wo jo Mahtab
sa shakhs tha Meri dharkano Mein sharik tha Wo jo chalta rehta tha door tk
Mera hath thaM k hath Mein Wo na jany kaisy chala gaya
Mujy khwab e wasl Mein chor k Magr Aaj b ha basa huwa
Mere DIL ki band kitab Mein. Un Ki Tawajjo Ka Taqaaza Hi GhaLat Hai Warna...!
DiL Ki QeeMat To Faqt Ik Nazar Hua Karti Hai...!
Main Jo Chahoon To Abhi Tor Loon Naata TuM se . . . . .
Per Main Buzdil Hoon Mujey Mot Se Darr Legta Hai.
Aj Unøh ne hee rula dia huMain ""
Jø tasalian dia krte the k tM røye tø huM Mar jayengay...
Müje ääj b Yääd häi wö sardiön ki shäM
Jäb üs ne Merä häth päkrä ör Meri änkhön Mein dekh k kähä tha
k TüMhäre häth böhät gäräM häin
ör ye wäfädär lögön ki nishäni höti häi
Mein böhät khüsh tha
Itna khüsh tha k ye b bhööl gya k üs shäM üs k häth itnay sard kyun thay.
Narazgi ka tuM se koi jawaz nahi hay ay dost!
Sath to saya bhe chor jata hay kari dhoop Mein.
*Mohabbat kya hai do lafzon Mein TuMhein HuM batatey hein...
**Tera Majboor kar dena... Mera Majboor ho jana.....
~^.Woh jo auron ko batata hai Jeenay k tariqay. ^~~^Faraz^~~^.
Khud apni Muthi Mein Meri "JAAN" liye betha hai...
¤==(ÑäzM)==¤
Agar yeh
jaan-na chaaho
Koi kaisey
bikharta hai_?
ChaMan Main ja
k khizaan Main
Kabhi patton
ko dekho tuM
Ya phir 1
aainaa lay lo
Ussay patthar pay day Maaro
Agar Mushkil
ho tuM ko to
Kissi khoobsurat phool ko lena
Usay hawa k
dosh pay rakhna
To phir tuM
jaan jao gay
Koi kaisey
bikharta hai_?
Agar yeh b na
ho tuM say
To Mairay paas
aa jaana
Mera deedar
kar lena
Khabar yeh ho
hi jaye gi
KOI KAISAYBIKHARTA HAI...
Chalo Is Baar Ye Sochain
K Is Tarah Nahi Milna
Koi Shikwa Nahin Karna
Magar Aik Baat Ye B He
Jahan Shikway Nahi Hote
Wahan Chahat Nahi Hoti.
Ye yaad nahi kia
Kuch khoya,
Bas yaad raha Mujhe pyar howa,
Jab piyar howa Sab bhool gaye,
Ek yad raha Bas naaM tera,
HaM Masjid Mandir bhool gaye,
Mujhe yad raha
Bas sath tera,
Kuch saalon baad
Woh haM se Milay,
Main pooch baitha
Kia haal tera,
Wo hans k bole
Ay Niazi,
To ye to bata kia NaaM tera.
1 bewafa zindagi hai wo bhi tere naaM karni hai "HaMMzah"
kehte hain bewafa se bewafa ki bohot banti hai.
Khushbo Tere pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hai,
Teri Hr Baat Mujhe Behka Jati Hai,
Sans To Bohut Der Leti Hai Aane Me
Har sans se pehle Teri Yaad Aa Jati Hai.
Dosti "Piyaz" ki tarah hoti hai
Uss ka ik ik parda dusrey k sath Muhabbat se jura hota hai
Agar us ko kato gye tu ansoo k siwa kuch nahi nikley ga..!!
Tu bhi aainay ki tarha bewafa nikla"Faraz"
Jo saaMnay aaya Usi ka ho gaya.....!! Wafa k Qed khano Me
Sazain kab badalti hain,
Badalta Dil ka MosaM hy
Hawain kab badalti hain,
Meri Sari Duain
TuMse Mansob hain
Mohabat ho agar Sachi
Duain kab badalti hain,
Koi pa kar Nibhata hy
Koi kho kar nibhata hy
Naye Andaz hote hain
Wafain kab badalti hain...!!!
AnjaM-e-wafa kya hai ye socha nhi krte,
MoMin kbi halat ka shikwa nhi krte,
Ye rasM sikhayi hai HUSSAIN ibn-e-ALI ne,
Sir sajdey Me ho teeron ko dekha nhi krte.
Chalay Aao k TuM Bin Guzara Nahi Hota
koi Pal esa Nahi Jab TuM ko Pukara Nahi Hota
Jo Guzar Jaye Teri Yaad k Baghair QasaM Se
Wo laMha Ab HaMara Nahi Hota...
"Wo aur hain HaMMzah jo choo k tuMhain dekhna chahain...."
"Muj ko To Tery khwaab ki Dunia Hi Bohat hai......
Meri hr khushi tare naaM ho
Tera hr ghaM Mare naM ho
Meri chahton k Mehrban
Meri zindgi tare naM ho
Teri hr ada pe ho jan fida
Teri hr Nazar ko SalaM ho.
Suno zindagi apni hans k basr krna
Nafraton k rasty py na safar krna
Suno wafa na ho to Mohabat adhori hai
Mohabat k safar Mai wafa ki fikr krna
Suno zaMana jitna b ho haMdard tMhara
ZaMany ko na shareek-e-safr krna
Suno Mohabt hr kisi ka Mukadar nhi hoti
Mily jo Mohbt to is ki kadr krna...
TuM ne barishon ko Mehz barastay dekha hy!
Maine aksar barishon ko kuch kehtay suntay dekha hy!
TuM dekhtay ho barishon ki jal thal har saal,
Maine barsaat ko baar haa palkon py Muchaltay dekha hy!
Kaisay Mangun phr barasta sawan apnay RABB sy ??
K in ankho ne bastiyon ko sawaan Men ujartay dekha hy!
Seekh gaye huM barishon ko apnay andar utarnay ka fun,
Or phir sub ne huMain har pal har duM hanstay dekha hy...!
Chalay Aao k TuM Bin Guzara Nahi Hota
koi Pal esa Nahi Jab TuM ko Pukara Nahi Hota
Jo Guzar Jaye Teri Yaad k Baghair QasaM Se
Wo laMha Ab HaMara Nahi Hota...
Apny hathon Main jo kashkol utha rakhtay hain
Aisay darwaish kaha apni anna rakhtay hain
Hosla kabil_e_tareef hai un ka logo
Andhyon Main jo chiraghon ko jala rahktay hain
Aisy afraad ko saMjhna Mushkil hai "sahir"
"jo sitaM ghar se bhi uMeed_e_wafa rakhtay hain.
"IZHAAR"
Jo huM Mehsos krty hain!
Agr tuM tak phonch jaye!
To bas itna sMajh lena!
Ye un jazboon ki khushboo hy!
Jinhe huM keh nhi sakty!
Magr tuM jo ijazat do!
To chand lafzoon Me keh daloon!
K
*"TUM BIN G NAHI SAKTY!!"
Jal jate hein khaMoshi se tarpa nhi karty,
HuM ehal-E-wafa aisa taMasha nhi karty,
Chaha hy tuj ko to koi bat hy warna,
HuM log to apni b taMana nhi kartya..
,*, PIYA ,*,
Ek khwab ajab sa daikha tha,
HuM us Din se baizaar Piya,
Ab nend bhi
HuM
se roth gai,
Phr kaise ho Didar Piya,
Ab keh dalo to behtar hai,
Jo krna hai Iqrar Piya,
Dil
GhuM
se hi phat jaye ga,
Kr daina na Inkar Piya,
Un ashkoun ko un Ankhoun ki,
Na rok
sake Diwar Piya,
Agar raste sidhe sadhe hein,
Tu chalna kiun Dushwar Piya,
Haan JisM to apna lout aaya,
Par bhatke Rooh
us paar Piya.
Rukh-E-Shabab se Anchal Jo Saraktey Dekha, Chand Aakash K JhurMat Se Nikaltay Dekha,
Muje Mehsoos Hua Dard-E-Judai Kya Hai, Main Ne Ek Phool Ko Tehni
Se Bikhartay Dekha, Zindagi Kya Hai Tu Mujh Se Pooch zra,
Main Ne Gulshan Ko Baharon Me Ujartay Dekha. NASHA Zaruri Hai ZINDGI K Liye,
Sirf SHARAB Hi kafi Nahi BEKHUDI K Liye,
Kisi Ki Mast NIGAHON Me DOOB Ja Niazi,
Bara HASEEN SaMunder Hai KHUDKUSHI K Liye.... Nikaala huM ko Jannat
sy fraib-e-zindgi dy kr,
Diya phir shoq-e-Jannat kyun, yeh hairani nahi jati... Fasila itna barhanay ki zarorat kia thi,
Tujhay
Mujh say roth kr janay ki zrorat kia thi,
Ab jo Mujh say routh kr udas rehtay ho,
Apna hath Mairay hath say churany ki zaroorat kia thi,
Duniya kab kisi k
ghuM ko apna ghuM
sMajhti hai,
Tujhay apna ghuM duniya ko dekhanay ki zarorat kia thi,
Main aj tak is bat ko nehi
saMajh paya FaraZ,
Jab sath tuMharay MAIN tha to tuM ko zaManay ki zarorat kia thi...! Apne ehsas k
sub rang utar jane do,
Meri uMeed Mere khwab bikhar jane do..
Apne aangan
Mein chiraghon ko jalao na abi,
Mere aangan
Mein siyah raat utar jane do..
Bari Muskil se Mila hai Muje Mere ghar ka pata,
Rasto ab na uljho
Muje ghar jane do..
Jin k aane ka bohat shor phaila tha har
soo,
Unhi laMhon ko chup chap guzar jane do..
Meri barbadi ka ilzaM na aaye
tuM per,
Mere halaat ko kuch or bigar jane do!.
Kisi ko Mil jaye wafa qisMat ki bat hy
Koi rutha rahe tanha kisMat ki bat hy
Kisi ko chahna khud
se barh kar
Na ban sake wo apna qisMat ki bat hy
Koi kisi ki yad Me roya kare bohat
Koi kare na parwa
qisMat ki bat hy
Apni jan b war deta hy kisi par koi
Phir b rahe Koi khafa qisMat ki bat hy... HuM n kanton ko b narMi
se chowa akser,
log kitne bedard he pholo ko Masal dety hain... .:' Kabhi Jazbon' kbhi Khawabon ki Tijarat kr k, ' Dil ne Dukh Dard KaMaye hain
Muhabbat kr k,,
' TuM Jab Aao gey to Mehfooz Milain gey TuM ko, ' HuM ne Dafnaye hain kuch Khawab AManat kr k,, ' Ik Zara
Si Bhool hui Aur Usay kho Bethe,
' HuM ne Paya tha Jise Barson Mein Riyazat kr k: Phir pyar kisay
tuM kehtay ho,
KhaMosh zuban k lafzon Men,
kuch posheeda si batain hain,
In posheeda si baton Men kuch chahat ki barsaten hain,
In baton
ko huM Mudat se seenay Main chupa k bethay hain,
Kuch paye bina kuch kho dina yeh pyar Men huM ne sekha hai,
Suraj Men chand sitaron
Men, har shay Men tuMhi ko dekha hai,
Dharkan Men b naghMa ban kar sagar ki tarah tuM behtay ho,
Yeh pyar nahi tu
tuM hi kaho phir pyar kisay tuM kehty ho...
Mohabbat Karne Walon Ko Inkar Acha Nhi Lagta
Dunya Walon Ko Ye Iqrar Acha Nhi Lagta
Jb Tak Larka Larki Bhag Na Jaen
Mohalay walo Ko Pyaar Sacha Nhi Lagta. UsKi Ankhon
Mein HuM Ne Wafa Dekhi Thi
Mehektey Phoolon Ki Ada Dekhi Thi
Ye Na Socha Tha Wo bewafa Hoga"faraz"
Us Mein To Chahat Ki Inteha Dekhi Thi... Wo Aksar Fursat
Main 1 KaaM Karte Hain"
Bana K Aaina HuMain SalaM Karte Hain"
Us Ki MasooM Adaein Usey Ruswa Na Kar Dain"
Wo Likh K Drakhton Pe Mera NaaM AaaM Krte Hain"
Us K Mathe Se Ubharta Hai Subha Ka Noor"
0r Andherey Us Ki Zulfoon Main QayaM Karte Hain"
Ankhoon Se Wardaten Krna Hai Pesha Un Ka"
DiLoon Ki Chooriyan Wo Sar-E-AaM Krte Hain"
ZaMana Us Ka Hi Talab-Gaar Sahi Lekin"
Kuch Hussn waly HMara b AihtaraM Krty Hain..! TuMharay bin nhi rehna' Mujhay TUMSE
Muhabbat hai..
Hai TUMSE bas yahi kehna' Mujhay TUMSE Muhabbat hai..
Zuban tu keh nahi sakti' TUMHAIN ehsas to hoga,,
Meri aankhon ko parh lena' Mujhay TUMSE Muhabbat hai..
TUMHARAY naaM kar di hai yeh puri zindagi apni,,
Bhalay he dukh pary sehna' Mujhay TUMSE Muhabbat hai..
HaMain ehasas hai'
TUMKO bhi huM se piyaar hai lakin,,,,,
yeh Mere saMnay kehna' ^^MUJHAY TUM SE MUHABBAT HAI^^.....
"MUHABAT"Milti hei yahan "QISMAT"se,
"SUB"ki QISMAT Mei"WAFA"nahi hoti,
"Jin"DILON Mei "HUM"rehtay
hain,SAGHAR
"WAHAN" NAFRAT ki"JAGA"nahi hoti.
Dhoop M saya-e-dewaar zroori to nahi,
Ab teray baad koi pyaar zroori to nahi
HM teray ek eshaaray pe kata dain gardan,
Ho teray hath Mai talwaar zroori to nahi,
Mery elaan-e-baghawt se salaaMat reh jaye,
Teri baadshahi tera darbaar zroori to nahi,
Nafratain phaink k aa phir se galy lag jayain,
Aisa Mauqa Mily hr baar zroori to nahi,
Jeet loon ga tujay dunya se Mera wada hy,
Is dafa b ho Meri hi haar zroori to nahi.
Krti Hai Swalaat Musalsal Teri Nigah
Ye Tarz-e-TakaluM Mujhe Acha Nhi Lgta
Kehte Hain Mujhe Dekh K Aksar Mere Ehbaab
Ye Shakhs Akela Hai Per Tanha Nhi Lgta!!
Koi Mila hi nhi jis ko wafa dete.
Her ik ne dokha dia kis kis ko saza dete.
Ye huMara zarf tha k khaMosh rhe Werna,
Daastan sunatey to Mehfil ko rula dete,
' '
Apny hathon Main jo kashkol utha rakhtay hain
Aisay darwaish kaha apni anna rakhtay hain
Hosla kabil_e_tareef hai un ka logo
Andhyon Main jo chiraghon ko jala rahktay hain
Aisy afraad ko saMjhna Mushkil hai "sahir"
"jo sitaM ghar se bhi uMeed_e_wafa rakhtay hain.
Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liy aa
Aa phir se Mujhe chod jane k liy aa
Kuch to Mere pindar e Mhbt ka bhrM rkh
Tu b to kabi Mjh ko Mnane k liy aa
Pehle se MrasiM na sahi phir b kabi to
RasM e dunia hi nibhane k liy aa.
Kis kis ko btain ge judai ka sbb hM
Tu Mjh se khfa hy to zMane k liy aa
Ik uMr se hun lazat e gariya se b MehruM
Ai raht e jan Mujh ko rulane k liy aa
Ab tk dil e khush fehM ko tjh se hen uMeeden
Ye aakhri shaMain b bujane k liy aa :':Suno:': Abhi tuM ishq Mat karna,
Abhi
Matti se khelo tuM,
TuMhari uMar he kia hai,
Abhi MasooM bachay ho,
Nahi MalooM abhi
tuM ko,
k jab @e ishq hota hai,
To insan kitna rota hai,
Sitarey toot jatay hai,
Saharay choot jatay hai,
Abhi
tuM ne nahi dekha,
K jab
sathi bicharte hai,
Tu ki@na dard Milta hai,
K har fursat k
MousaM Mai,
Hazaroo ghuM ubharte hai,
Hazaroo
zakhM Milte hai,
:':Suno:':
Abhi tuM ishq
Mat karna......... Uske aur Meray faslay Mat pooch Niazi''
Phool
se khushboo juda hay aur Buss'' Beeghi hoi aankhoon ka ye
Manzar na Milay ga.
Dost huMarey jaisa phir
tuM ko na Milay ga.
Yaadein aayien gi Mari bichar janay k bad.
Jab dunya ki
Mehfiloon Main Mujh sa na Milay ga.
In aansowon ko pani ka qatra na saMjna.
Aisa tuMhe chahat ka suMandar na
Mily ga. WHY WE DONT STUDY WHOLE YEAR AND SPENT
SLEEPLESS NIGHT IN EXAMS?
BECOZ
SAHIL K
SAKOON SE HAMAIN INKAR NAI MAGAR, TUFANO SE KASHTI NIKALNY KA
MAZA OR HAI... "MUJHY bhi yad rakhna jab likho tareekh wafaa ki"
"K
Mai ne bhi lutaya hai chaMan Main aashiyana apna"
Warq warq par teri Ebarat,tera Fasana,teri Hakayat,,,,
Kitab-e-HASTI jaha
se bhi kholi,teri Muhabbat ka BAAB nikla.................................... Wo kehta
hai huM ne os ki kadar nahe ki ....!!
HuM ne to os ki yadon ko b saMbhala hai apny EMan ki tarha... Jaanta hoon jhoote hain
sapne aur khushyian saßhi adhoori hain,
Magar zindagi guzaarne k liye kuch ghalat-fehMiyan zaroori hain................................ Us ki judai ny rony ki aisi adat dali Faraz
k
Mehshar tk Mera kafan bhi bheega hoga...
Kuch dor huMary sath chalo, HuM dil ke kahani keh dain gy,
Jaise saMjho
na tuM ankho
se, Woh bat zabani keh din gy,
Pholo ki tarha jb hoton per, Ek shok tabasuM bikry ga,
Dehry se tuMhary kano
Main, Ek bat purani keh dain gy,
Iqrar-e-wafa tuM kya jano, Izhar-e-wafa tuM kya jano,
HuM zikar karin gy auro ka, Aur apni kahani keh dain gy. Usey itna bata dena...
Main us se door ho kar bhi..
Bohat Majboor ho kar bhi..
Dukhon se choor ho kar bhi..
Usi ko yaad karta hoon..
Usey itna bata dena..
Main dukh apney chhupa kar bhi..
Khushi k geet ga kr bhi..
Hansi honton pe la kar bhi..
Usi ko yaad karta hoon..
Usey itna bata dena..
Jahan k ghuM Main kho kar bhi..
Main dil k daagh dho kar bhi..
Kisi k paas ho kar bhi..
SIRF
Usi ko yaad karta hoon..!! Mere doston ki pehchan itni Mushkil nahi hai
"Faraz"
Wo hansna bhol jatay hain Mujhe rota dekh kar! Mana k terey sher Me hM se ghareb
kM honge
agr biki teri wafa to pehley kharidar hM honge
tujy khabr na hogi apni keMat ki
tujey pa kr sb sy aMeer hM honge. Toot kr chane wale kbi bikhar kr toota nahi krte.
Sachi Muhabbat krne wale rooth kr b rootha nahi krte.
Khoon k rishte b kisi Mor par choot jate hain,
lekin dil k rishte kbi choot kr b choota nahi krte.
Peene Ko To Pee Jaoon Zehar Bhi' /''/'''''' / /==
/_/ ARAZ
Shart Ye Hai K Wo Baahon Mein SaMbhale Mujhko... "Ussey Tarash K Heera Bana Dia
HuM Ny "Faraz"
"Magar Ab Yeh" Sochtey Hen Ussey HuM Khariden "Kaisy"
Qafas to kher Muqadar Mein tha Magar Niazi
Hawa Mein Shor abhi tak Meri Uraan ka hy ""Ab
Mhbt ki wakaalat nhe ki ja skti""
""shehar bhar se to adaawat nhe ki ja skti""
""Mera chehra Meri aankhain hain salaaMat ab b""
""kon kehta hai wazaahat nhe ki ja skti""
""baat ye hai k koi toot k chahay to sahi""
""hr kisi se to Mhbt nhe ki ja skti" * "MERI CHAHAT"
Meri dunya Mera jaha ho tuM.
Chu kar jo guzray wo hawa ho tuM.
Main nay jo dua Mangi wo dua ho tuM.
Karay Mujhko jo roshan wo diya ho tuM.
Dil Main chupa ik raz ho tuM.
Kiya Main nay Mehsos wo ehsas ho tuM.
Meray honton ki pyas ho tuM.
Meri bahon ki Aas ho tuM.
Meri nazar ki talash ho tuM.
Meri zaMeen ka AsMan ho tuM.
Meri zindagi ka qaraar ho tuM.
Main nay jo chaha wo pyar ho tuM.
Kaisay na kahon k Meri "JAN" ho tuM! **TERE NAAM**
Mujh ko tera pyar teri dosti achi lagi.
Teri nisbat se sada ye zindagi achi lagi.
Maine apne RAB se phir Manga tujhi ko uMr bhar,
Teri aankhon ki Mujhe dariya dili achi lagi.
Bhaa gaee Muskan tere honton ki teri kasaM!
Teri baaton ki Mujhe sanjeedgi achi lagi.
Yoon to ghazlen bhi likhi hain , geet bhi Maine Magar,
Jis Main ho bus tuM hi tuM , wo shaayiri achi lagi! TuM b pagal ho k us shakhs pe
Marty ho 'FARAZ'
Ek dunya ki nazar jis pe jaMi rehti hy.
Dard Kya Hota Hai, Batain Gay Kisi Roz
>>>
KaMaal Ki Ghazal TuM Ko Sunain Gay Kisi Roz
>>>
Thi Un Ki Zid K Main jaon Un Ko Manane >>> Mujh Ko Ye WehaM Tha Wo Bulayen Gay Kisi Roz
>>> Us RAB ki QasaM May Ne To Socha B Nahi Tha >>> Wo itna Mere Dil Ko Dukhain Gay Kisi Roz
>>>
Hr Roz Aainay Se Yehi Poochta Hon Main >>>
Kiya Rukh Pay TabassuM Bhi Sajain Gay Kisi Roz?
>>>
Urnay Do in Parindo Ko Aazaad Fiza Main Nasir
>>> TMhare Hon Gay to lot hi aayenge kisi roz... Ghazal likhon k aashaar likhon,
Yehi Mera andaz hy k piyar likhon,
Agr apni qisMat lihkne ka zara ikhtiyar ho Muje,
To apne naaM k sath TUJHE har bar likhon. Daulat shuhrat kia karni teray pyar ka sahara kafi hai
Ye Mehal patari nhi chahiye teray dil Mn guzara kafi hai.
Kitna Ikhtiyar Tha UsKo Apni Chahat Pe,
Jb Chaha Yad Kia Jb Chaha Bhula Diya,
Janta Tha Wo Mjh Ko Behlanay Ka Hr Andaz, Jb Chaha Hansa diya jb chaha rola diya. Jo
Maqsad ho sacha' wo Milta zaroor hai,,,,,
Nikalta hai ju uMeed liye' wo paata zaroor hai.....
Be-waja nahi rulaata' ishq Mein koi,,,,, Jisay khud se barh kr chaho' wo Milta zaroor hai...!!
Jo pyar k rishte huM banate hay,
usey logoon se q chupate hay,
agr hota hay gunaah kisi ko payr krna,
to bachpan se sab pyar krna q sikhate hay..
Meri zindgi ki kitab wo,, Mery her sawal ka jawab wo,,
Main osay parhun ga taMaaM uMer,, Meri hayat ka nisaab wo...
Meri her dua os k liay,, Meri ebadatoon ka sawaab wo,,
Main sara din osi Main Maghan,, Meri her raat ka khawab wo...
Likhoon or kya Main os ki zaat par,, Meri zindgi ka her baab wo...
U§ki Muhabbat ka Ehsas is tarha Racha hai Mujh Main,
k Apne hi Badan se Aati hai Khushbu U$ki.. TuM Jao HuMse Door To ek KaaM Kar Jana,
Kuch Pal Apne HaMare
NaaM Kar Jana,
Agar Aa Jae Mout HaMein Tere Aane Se Pehle,
To Aa Kar Mere Janaze Ka
EhtaraM Kar Jana,
Na Rona Is Qadar K Takleef Ho HaMein,
Mout Ko Bhi Mazak SaMajh Kar Anjaan Ban Jana,
Main 1 Din Soo Jaoga Sada K Liye,
Phir
Mujhe Bewafa Keh K BadnaM Kar Jana,
Jo Guzro Meri Qabar Se To Nazren Na Pherna,
MehMan Hi Ban K Dua SalaM Ker Jana. Mari aankhon pe
Marta tha_ Mari baaton pe hansta tha_ Najaney shaks tha kaisa_
Muje khoney se darta tha_ Muje jab be wo Milta tha_
Yehi hr bar kehta tha_
Suno!
Agar Mein bhol jaon to_ Agar Mein rooth jaon to_ Kabi wapis na aon to_
Bhula pao gy ye sab kuch_ Yonhi hansty rho gy kia_ Yonhi sajty rho gy kia_ Yehi batein hen bas us ki_
Yehi yadein hen bas us ki_ Muje bas pata hai itna_ Muje wo piyar krta tha_
Muje khoney se darta tha.
Hua kia hai Mujh ko, wo kia janta hai?
Wo ek shakhs Mujh ko juda janta hai,
Wo MuMkin hai Mujh ko bhula dega lakin,
kia beety gi Mujh par khuda janta hai.
Is Se Bari Zalalat Koi Na Hogi wasi.. . . . . . . . Wo Hansi Phir Bhi Na Phasi. Us ne rat k andhere
Me,
Mere hath ki hatheli pe,
likha tha apni ungli se,
"Muje Pyar Hy TuMse"
Jane kesi seyahi thi wo,
k Mit-ti b nhi or dikhti b nhi..!! Be'faida hay zeest Me ehbab ka hu'jooM,
Ho paikar-e-khaloos to kafi hay aik shakhs. SAb Ye SaMJHty Hain k Laga Rakhi Hai Khushboo
Mein Ne
Teri Yadon SAY Mehekta Hon Koi kiya JAnAy...!¡! Adhura hai AasMa? SITARO? k bina.
Adhura hai SaMundar? KINARO? k bina.
Adhuri hai ? FIZA? Baharo k bina.
Or adhuri hai ye ZINDGI Aap jaise ? dost? K bina... Dil K Udas Shaher Ki Tanhaiyo
Me Hon,
Dekh Tri Ankho Ki Gehrayo Me Hon,
Dhop Ki Kya Majal K Mujh ko Jala Sake,
K Me To Teri Mohabaton Ki Parchaiyon Me hon!!! ""Kyun na gharoor karta Mein apne ap pe
""Faraz""
"Mujhe us ne chaha jis k chahne waly hazaron thy. "YE"
Muhabat
B ajeeb hoti hai,
Jo kisi kisi
ko Naseeb hoti hai,
Log kehtay
hain is ko zindagi,
"MAGAR"
ye Maut k Bohat
Qareeb hoti hai....??? Khud Ko Akaily Ka "TANA" Na Diya Kro
"YADON" Ka Gila Shikwa b Na Kiya Kro
Kya Bataien TuM Ko Kitna Krty Hy "YAD"
HiSab Lgana Ho To Apni SanSein Gin Liya Kro.
0s k bin ab chup chup rehna acha lgta hai,
khaMosh reh k is dard ko sehna acha lgta hai.
jis hasti ki yad Mein aanso bresty hain,
saMnay os k kuch na kehna acha lgta hai.
Mil k os say bikhr na jaon darta rehta hon,
is liey bas door hi rehna acha lgta hai.
os ka Milna na Milna qisMat ki bat hai,
pal pal os ki yad Mein rona acha lgta hai.
os k bin ab sari khushian azab lgti hain,
ro ro k os ki yad Mein sona acha lgta hai.
Us Naal Yari kadi na laiyo
Jisnu Apne Te Gharoor hove
Maa Baap Nu Bura na Akhiyo
Bhaven Lakh Unna Da Kasoor hove.
Bure Rastey Na Jaiyo.
Chaye Kini vi Manzil Dur hove.
Raah Jandey Nu Dill kade na Deyo.
Chahe Lakh Mooh Te Noor Hove.
Mohabbat Sirf othe kariyo...
Jithe Piyar Nibhan da Dastoor hove... *MUJHE TUM*
* CHOR MAT *
""* DENA *"''
Hazaro DORIYA aaen
BAHARAIN a k kho jayen
Mera CHEHRA bhula dena
Meri YAADEIN bacha lena
Jo LAMHE dard dete hon
Unhain beshak BHOLA dena
Jo LAMHE aas dete hon
Unhain DIL se laga lena
Kahin bhi DOOR reh lena
Bohat MAJBOR reh lena.
Magar is DOORI ko tuM
BAHANA Mat bana lena.
TALLUQ tor Mat dena
*MUJHE TUM*
* CHOR MAT *
""* DENA *"'' Jb hath dua ko uthty hen,
Alfaaz kahen kho jaty hen,
Bs dheyaan tMhara rehta hy,
Or aansu behty rehty hen,
Hr khaab tMhara pura ho,
Us RB ki Minnat krty hen,
HM aisi Muhabt krty hen,
TM kesi Muhabt krty ho?
Jis din sy MalooM hua,
K barish tM ko bhaati hy,
Ab jb b sawan ata hy,
Barish Men bheegty rehty hen,
HM aisi Muhabt krty hen,
TM kesi Muhbt krty ho...?? HM un ko sra dn 'PEPSI' platy rhy Fraz,
ShaM ko wo boly "DEW NA PEA TO PIR KYA JEA"
Her sitara chand k kreeb nehin hota,
Dil ki dolet wala gareeb nehin hota,
Dost tuM jeisa Mila hai Muqader se,
her kisi ka aiesa naseeb nahi hota.
Andaz-e-bayaan se zahir hain tare dil ka khaloos
Teri tehreer ka her lafz teri Muhabbat ka pata deta hay...!. ChÄÑD JÄB ÑiKLY Tø
TéRÄ GüMÄÑ HøTÄ hy,
KiS QÄDÄR D¡L-FÄRéB
Yéh SÄMÄ HøTÄ hy,
HüM TéRi YÄDøøÑ Méin
Khøey RéHTY haiñ
ÑeeÑD Méìn JÄB SÄRÄ
JÄHÄÑ HøTÄ hy... Oski Mohabbat Ka Tareeka Kuch Or Hai
Kehta Woh Or Hai Karta Kuch Or Hai
Jo Os Pe Beeti Hai Woh Bhi MalooM Hai Mujhe
Jab Os Se Pochta Hoon Batata Kuch Or Hai! Faraz Nechay ka
Msg parho,
Mujh say naraz ho kya..??
TuM Msg kyun parh raha ho..?? TuM Faraz ho kya.
Saari uMar apko pyar Mile,
Jo dil Me hai wo Hazaar baar Mile,
Bechar jate hain Milne k bad b Kuch log,
Sari zindgi na Bichrey aisa apko pyar Mile... AMeen. Kabhi rooth kar...
Kabhi Mana kar...
Kabhi hans kar...
Kabhi rula kar...
HuM ne aapki dosti se seekha hai...
HAR PAL JEENA MUSKURA KAR...................... Ek Roug Laga Hai Dil Ko Jo,
Bechain Bahut Hi Rakhta Hay,
Ek Shakhs Tha Ujla Ujla Sa,
Ab Saath HaMare Rehta Hay,
Kab Us Se Juda
HuM Hote Hain,
Wo Saans Mein Apni Basta Hay,
Wo Shakhs Jo Apna Ho Jaye,
Phir Chahey Duniya Kho jaye,
Wo Shakhs Jo Jaan Se Pyara Hay,
Koi Keh De Sirf HaMara Hay... Its 4 all of
My friendz!!
Kuch yaden yaad rakhna.
Kuch baten yaad rakhna.
UMer bhar sath rahen ya na rahen huM.
HuM sath rahe the kabhi,Ye yaad rakhna!!
Kinaron pe saagar ke Khazaane nahi aaty,
Phir Jevan Mein Dost purany nahi aaty,
Jee lo in Palon ko Hans k saath HaMary,
Phir lot k Dosti k ZaMaany nahi aaty.
--AE HAWA--
Tjhe qasaM hai chandni raton ki,
--AB KI BAR--
Jo shehr-e-wafa se guzr ho,
Sargoshion Main usse itna keh dena huM tjhe yaad krte hai...........
("¤ Ghazal ¤")
" ' '' ' '' ' '' ' '' ' ''
Teri Chahat Me HuM ZaMana Bhool Gaay,
Tery Baad Kisi Ko Apnana Bhool Gaay,
Phir Laga Sara Jahan Weeran huM ko,
Jasy chaMan Me phool Meheknaa bhool gaay.
TuM se Mohabat hei bataya sary jahan ko,
Yahi baat tuM ko batana bhool gaay.
HuM ne Mita diya jahan bhi likha tha naaM tera,
Magar apne dil se Mitana bhool gaay,
WOh juda hovy huM se Muskurate hovy,
Magar apni palkon se aansu hatana bhool gaay....
Bohut din ho gaye shayed...!
Tera chehra nahi dekha...,
TuMhare bin sabhi Manzar...,
Adhure hein Mere dil k...,
Meri ankhon ne Muddat se...,
Koi sapna nahi dekha...,
To aise Main Mere Niazi,
Faqat itni guzarish hai,
Agr kuch waqt Mil jaye.
HaMain bhi yaad ker lena,
Bohat din ho gaye shayed!
Kaha Tha Na!!!! Kaha tha na! Mujhay tuM iss tarah sotay huay Matt chorr
k jana Mujhay bayshakk jaga daina Bata daina Muhabbat k safar Main
saath Mairay chal nahin sakteeN Judaii k safar Main saath Mairay jal nahin
sakteeN TuMhain rasta badalna hai Mairi hadd se nikalna hai TuMahen
kis baat ka darr tha TuMahen janay nahin daita Kahin per qed ker laita
Aray Pagli!! Mohabbat ki tabiyat Mein zabardasti nahin hoti Jisay
rasta badalna ho usay rasta badalney se Jisay had se nikalna ho usay had se
nikalney se Na koi rok paya hai Na koi rok paye ga TuMhein kis baat
ka darr tha Mujhe beshak jaga detein Main tuM ko dekh hi leta
TuMhein koi duaa deta KaM-az-kaM yuun to na hota Mere saath haqeeqat
hai TuMaray baad khonay ke liye kuch bhee nahi baaqi Magar khonay se
darta hoon..... Main ab sonay se darta hoon....
Hijar ka tara doob chala hai dhalny lgi hai raat Wasi, Qatra qatra baras rahi hai ashkoun ki barsat Wasi,
Yun hi chup ki Mohar laga kar kab tak guMsuM betho ge, KhaMoshi se
duM ghut-ta hai chero koi baat Wasi,
Aaj to us ka chehra b kuch badla badla lagta hai, MausaM badla duniya badli badal gaye halat Wasi,
Chor Wasi ab us ki yadein tujh ko pagal kar dein gi, Tu qatra hai woh darya hai dekh apni aukat Wasi..!
Mahool by,Maza hy taray payar k baghair
Kaisay piaay sharab koi yaar k baghair
Ye ishq bhi hy kitna aanokha MoaaMala
Iqrar k baghair Na inkaar k baghair
Fursat Milye to poch kbhi un ka hall bhi
jo log G rahy hein tere pyar k baghair.
Us shaakh se bichar kapni zindagi
jasey koi Makan ho dewar k baghair. Hoslay hadon tak azMaya nhi karte.
Jo hon apne unhe yun sataya nhi karte.
Chahne wale bi waqt k laMhon ki tarah hain.
Beet jain to laut k aya nhi karte......
Mohabbat Mai Sar Ko Jhuka Dena Koi Mushkil Nhi...
NIAZI
Roshan Suraj Bhi Chand Ki Khatir Doob Jata he.
Mjhe apni MEHBOOBA se Milne ka bara shoq tha
Usey Qareeb se dekhnay ka bara shoq tha
1 din likh diya khat usko sabar kr k
Dil Mein arMano ki qabar kr k
Bholi Bhali sMjh na saki Mere pyar ko
De diya khat apne Bhai ko
Maine darya ki 1 bari Mooj deiki
Jb apne peechay uske Bhai ki fouj dekhi
Un k Marne se jisM se Saaz nikal rahe thay
Moo se agle pichle raaz nikal rahy thay
logo ne kaha kis pe Azaab aya hai
Dil ne kaha khat ka jawab aya hai.........
Zindgi Mili kuch zara si the,
kuch is Mn kaMi b zara si the,
wo roz hota gaya pas se pas Mry,
lekin dori phir b kuch zra si thi,
chand jagty jagty akhir so hi gaya,
rat abi rehti kuch zra si the.
Muhbt baanti unho ny zaMany bhar Mn faraz.
Jo haMary hissy Mn i wo zara si the.
Kitna suroor raat ki tanhaion Men tha,
Chup tha chand jase ruswaion Men tha,
log jag rhy thy apni ibadt k leye,
aur Main khayal-e-yaar ki gehraion Mein tha. . .
Dil ki tanhaion ko awaz bna lete hain,
Dard jab had se guzarta hai to
to to
to
IODEX LAGA lete hain..
Kat gaye uMer Magar pyar na karna aya,
Chah bhe jisy us se izhar na karna aya,
Us ne kuch Manga bhe agar to judai Mangi,
Aur huM he thy aisy k inkar na karna aya.
TuM bahot sal reh liye apny,
Ab
Mery sirf Mery ho k raho.
Tanha rehna seekh rahi hoon,
Mar k jeena seekh rahi hoon,
Maang k pana seekh liya hai,
Pa k khona seekh rahi hoon,
Sabar ko apni raah bana kar,
Kanch pe chalna seekh rahi hoon,
Phirty phirty sehra sehra,
Piyas ko Peena seekh rahi hoon,
Jeeny k hain ajeeb taqaze,
Zinda rehna seekh rahi hoon. . . . . . . .
"TUM"Apni Tanhai "MEREY" NaaM Kr Do
Aesi Nigha Se Dekho K ShaM Kr Do
Kia Sunaon TuMhen Hal-e-Dil Apna
TUM"APNA"Keh Kr Qissa TaMaM Kr do
Faraz phr se arz karte hein.
Ye Jo Chappal Main Pehan Kar Aya Hoon,
Mat SaMjho K Chura Kr Laya Hon,
Ye Sub Khuda Ki Dain Hai,
Ussi k ghar se utha kr laya hon.!
Mohabton Mein shuMar kesa?
Yaqeen kesa, guMaan kesa?
Sawal kesa, jawab kesa?
Urooj kesa, zawal kesa ?
Mohabten to Mohabten hen.
Mohabaton Mein hisab kesa...?
"MUJHE AWAZ DE LENA"
Kabi jab ankh chalke to,
Kabi jab dil na saMbhle to,
MUJHE AWAZ DE LENA,
Kabi jab door ho koi,
Bohat Majbur ho koi,
Koi awaz na day to,
MUJHE AWAZ DE LENA,
Koi ansu na ponche to,
Koi hansne se roke to,
Koi tuM ko sataye to,
MUJHE AWAZ DE LENA,
Kabi jab din na guzre to,
Kabi jab raat tarpaye,
Kabi din Mei andhera ho,
MUJHE AWAZ DE LENA,
Main tere pas hota hon,
Main tere sath rehta hon,
Magar phir b guzarish hai,
"MUJHE AWAZ DE LENA"
( GHAZAL )
Agar Main had se guzar jaun to Mujhe Moaf kardena,
Tere dil Main utar jaun to Mujhe Maaf kardena,
Youn hi gussay Main bol dena to Meri aadat hy,
Agar Main aisa kar jaun to Mujhe Maaf kardena,
Raste Main tujhe dekh kar teri deed ki khatir,
Pal bhar jo thehar jaun to Mujhe Maaf kardena,
Teri pal bhar ki judai Mujhe jeenay nahi deti,
Tere bin jo Main Mar jaun to Mujhe Maaf kardena......... "MUJHAY TUM SE MUHBAT HAY..."
Jitni soraj ko hiddat se,
Jazbe ko shiddat se,
Saagar ko rawani se,
Abar ko paani se,
Raat ko andheray se,
Subah ko saweray se,
Hawa ko shor se,
Toofan ko zor se,
Mahi ko sMandar se,
Saaqi ko jaaM se,
Shaair ko kalaaM se,
Moti ko seep se,
Parwanay ko deep se...
"MUJHE TUMHARI TALAB HAY YOUN...."
Jesay kali ko khilne ki,
Bichray ko Milnay ki,
Paaon ko paayal ki,
ZakhaM ko ghayal ki,
Hijar ko wisaal ki,
Zawal ko kaMal ki,
Sitaron ko qaMar ki,
Patton ko shajar ki,
Deewar ko dar ki,
Awara ko ghar ki,
Wehshi ko junoon ki,
Zahid ko sukoon ki,
BiMaar ko shifa ki,
Wali ko khuda ki,
Teer ko kaMan ki,
Pathar ko zuban ki,
Ajnabi ko pehchan ki,
JisM ko jaan ki,
Haar ko jeet ki,
Maan ko Meet ki...
"MAGAR MAIN BEBAS HOO ITNA....."
Jitna parinda jaal Me,
Maazi haal Me,
Khwab khyal Me,
Urooj zawal Me,
Jeewan zMaan Me,
Insan jahan Me.
"BS ITNA SAMJH LO"
K
"MUJHE TUM SE MUHABAT HA.
%DASSAIN%
"Suna hai aur koi b chahne laga hai tuMhen"
"HuM ne ager toot k na chaha 'tan Dassen"
"HuM ne tuMahari yaad Mein ansoun k darya baha diye"
"Us ki aankh Mein naMi b ajaye
'tan Dassen'
"HuM ny tuMhari khatir apni nenden qurban kr di"
"Us ne agr aik shab b tuMare naaM krdi
'tan Dassen'!
|
|
|
|
|
|